aqwal e zareen hazrat ali
Aqwal e Zareen Hazrat Ali r.a

Aqwal e Zareen Hazrat Ali

aqwal e zareen hazrat ali

61) khush mizaji hamesha khoubsorti ki kami ko poora kar deti hai!,
lekin khoubsorti khush mizaji ki kami ko pura nahi kar sakti!.
Aqwal e Zareen Hazrat ALI
r.a

خوش مزاجی ہمیشہ خوبصورتی کی کمی کو پورا کرتی ہے. ۔لیکن خوبصورتی خوش مزاج کی کمی کو پورا نہیں کر سکتی. ۔

Goodness always makes up for lack of beauty.
But beauty cannot make up for lack of cheerfulness.

62) Agr Tum Usy Na Pa Sako Jise Tum Chahte Ho,Tu Usy Zroor Pa Lena Jo Tmhe Chahta Hai
Qiyun K Chahne Se, Chaahe Jane Ka Ehsas Ziada Khubsurat Hota Hai!
Mola ALI
r.a

اگر آپ کو وہ نہیں مل سکتا جو آپ چاہتے ہیں تو اسے حاصل کریں جو آپ کو چاہتا ہے۔ چاہنے کی بجائے مطلوب ہونے کا احساس زیادہ خوبصورت ہوتا ۔

If you can't get the one you want, get the one who wants you
Rather than wanting, the feeling of being wanted would have been more beautiful.

63) Mein Jannat K Shawq mein ibaadat nahi karta,
Kyun K Ye ibaadat nahi Tijaarat hay.
Mein Dozakh K khawf Say ibaadat nahi karta,
kyun k ye ibaadat nahi, Ghulami Hai…
Mein ibaadat sirf is liye karta hun…
Kyun k Mera RAB ibaadat K layeq hai…
Mola ALI
r.a

میں جنت کے شوق میں عبادت نہیں کرتا کیوں کے یہ عبادت نہیں تجارت ہے۔ میں دوزخ کے خوف کی وجہ عبادت نہیں کرتا کیوں یہ عبادت نہیں، غلامی ہے… میں عبادت سرف اس لیا کرتا ہوں… کیوکہ میرا رب عبادت کے لیے ہے…

I do not worship for the sake of heaven
Why is this worship not trade?
I do not worship for fear of Hellfire
Why this is not worship, it is slavery...
I worship...
Why is my Lord for worship?

64) Logon Ki Zaroraton Ka Tum Se Wabasta Hona Tum Per Allah Ki Enayat Hain.
Mola ALI
r.a

لوگوں کی ضروریات سے وابستہ رہنا آپ پر اللہ کا احسان ہے ۔

Being associated with people's needs is Allah's favor upon you.

65) 4 (Chaar) Batei’n Ilm Ka Nichour hain,

  1. ALLAH ki itni ibaadat karo jitni tumhain ALLAH Ki Zarurat Hay.
  2. ALLAH ki naafarmani itni karo jitna ALLAH K Azaab per Sabr kar Saktey ho.
  3. Dunya k liye itna amal karo jitna K Tumhei’n dunya mein rehna Hai.
  4. Aakhirat K liye itna amal karo jitna K Tumhein wahan rehna Hai.
    Mola ALI
    r.a

66) Mujhe Jannat se ziada Masjid mein bethna Acha Lagta hai kyunke
Jannat mein mera NAFS khush ho ga..jab ke Masjid mein mera RAB khush ho ga.
Mola ALI
r.a

مجھے مسجد میں بیٹھنا جنت سے زیادہ پسند ہے کیونکہ میرا نفس جنت میں خوش ہوگا.. جب کے میرا رب مسجد میں خوش ہوا

I like sitting in the mosque more than heaven because
My soul will be happy in heaven.. But my Lord is happy in the mosque.

67) TUMHARE 3 DOST HAIN
1 TUMHARA DOST
2 TUMHARAY DOST KA DOST
3 TUMHARAY DUSHMAN KA DUSHMAN
TUMHARAY 3 DUSHMAN HAIN
1 TUMHARA DUSHMAN
2 TUMHARAY DUSHMAN KA DOST
3 TUMHARAY DOST KA DUSHMAN
Mola ALI
r.a

68) Teen kaam kisi k dil main ap ki izzat barhatay hain!:
1- Salam karna.
2- Kisi ko majlis mein baithne ki jagah dena.
3- ASAL NAM SE PUKARNA.”Yaani Pure Naam se mukhatib karna!
Mola ALI
r.a

69) He who is greedy is disgraced; he who discloses his hardship will always be humiliated; he who has no control over his tongue will often have to face discomfort.

جو لالچی ہے وہ رسوا ہوا ہے۔ جو اپنی مشکل کو ظاہر کرتا ہے وہ ہمیشہ ذلیل ہوتا ہے۔ جو اپنی زبان پر قابو نہیں رکھتا اسے اکثر تکلیف کا سامنا کرنا پڑتا ہے                  ۔

70) Aik Shakhs Ne Hazrat ALI A.S Sey Poocha,
Q: Qharib Kya Hai?
A: Qyamat
Q: Or Qhareeb Ter?
A: Maut
Q: Ajeeb Kya HAi?
A: Duniya
Q: Aur Ajeeb Tar?
A: Talib-e-Duniya
Q: Wajib Kya Hai?
A; Toba
Q: Or Wajib Tar?
A: Gunah K Forun Bad Toba
Q: Mushkil Kya Hai?
A: Qaber Mein Utrna
Q: Our Mushkil Tar?
A: Amal K Bagair Utrna

Click for More https://aqwaleali.com for main Page